My Dard SMS Shayari Collections Part -6.....
Isiliye ishq ki baazi hum haar gaye
Meri zindagi se shayad unhe bahut pyar tha
Isiliye mujhe zinda hi maar gaye....
------------
Hum nadani mein pyar kar baithe
Dil ko apne khud thokar maar baithe
Ek bewafaa se murhum ki umeed kar baithe
------------
Sadiyan beet gayi jisme wo lamha yaad raha,
Na jane kya baat thi unme,
------------
Koi kuch bhi na kahay to pata kya hai
Is bechain khamoshi ki wajah kya hai
Unhain ja kay koi kahay hum lay lenge zahar bhi
Woh sirf yeh to bata dain meri khata kya hai.......
------------
Kabhi kabhi ye dil jaroor rota hai,
jab koi apna mil kar nazron se door hota hai.
kyun roti hai kambakht yeh ankhe,
kyun ki dil se jayada inka hi kasoor hota hai...
------------
Wada kar ke jo mukar jate hain
Woh log sab se jyada kareeb hote hain
Waqt to chalta hai chal ke badalta hai
Par ye log waqt se pehle hi badal jate hain..
------------
Khaali shishe bhi nishaan rakhte hain,
Tute hue dil bhi armaan rakhte hai...
Jo khaamoshi se guzar jaaye,
Woh dariyaa bhi dil me toofan rakhte hai...
------------
woh hume bulne ki baat karte hai
zara unse pucho who hume kab yaad karte hai
Jo karte the kabhi humse bahot mohabbat
Aaj akele rehne ki baat karte hai-Hassan
------------
Ishq dariya hai jiska sahil nahi hota,
Har dil mohabbat ke kabil nahi hota,
Rota woh bhi hai joh duba ishq-e-sagar me,
Aur rota woh bhi hai jise ishq hasil nahi hota…
------------
Waqat badalta hai zindagi ke sath
zindagi badalti hai mohabbat ke sath
Muhabbat nahi badalta apno ke sath
Bus apne badal jate hain waqat ke sath....
------------
Jab bhi yaad aati hai muskura lete hai
kuch palo ke liye har gam bhula dete hai
kaise bhig sakti hai palke aap ke
aap ke hisse ke aansu to hum baha lete hai-hassan
------------
Duniya mein kisi se kabhi pyar mat karna,
Apne anmol aansoo iss tarah bekar mat karna,
Kaante to phir bhi daman tham lete hain ,
Phulon pe iss tarah kabhi aitebar mat karna..
------------
Kuchh log aise hote hain jo pal bhar me paraya kar jatey hain
Manzil ko dekhtey hi ek pal me rasta badal jatey hain
Jate jate dil se woh kuchh is kadar khel ke jatey hain
Jiski aag me hum umra bhar baas jaltey hi reh jatey hain..
------------
Zindagi se wafa hamne bhi ki hain bahot par
Gamon ke siva aur kuch mila bhi to nahi,
Ek tujhko pakar bahut khush tha main ,
Par sath tera manzil tak mila bhi to nahi-Hassan Ali
------------
"Kafan se mat dhako mere is chehre ko,
mujhe aadat hai muskuraane ki ...
Mat Dafnaao muzhe Kabarr me,
Mujhe ab bhi umeed hai kisi ke aane ki "
------------
Ek khoobsoorat dhokha hai ishq yaaro,
Hai har mohobbat ek jhoot yaaro,
Jitni khoobsoorat ho sajan utni gehri hai wo bewafaai yaaro,
Na yakin ho, to mere mehboob ki tasveer hi dekhlo yaaro..."
------------
Pal bhar mein hi khayal kyon tinko mein bikhar gaye
Teri mauzudgi ka ehsaas ab tanhayee main hota hai
Jab aankon se teri yaad paani bankar nikalti hai
Mere seenay main kai aur bhi gam paltey hain,
Mere chehray par dikhaway ka tabassum hai magar,
Meri aankhon main udaasi kay diye jalte hain.
koi milgaya to koi bichad gaya,
jinhein maanga tha humne duaoon mein,
k unki yaad mein rona bhi manzoor hai
bewafa bhi nahin keh sakte unko
pyaar to humne kiya, wo to bekasoor hai-Hassan
khali hi sahi hathon me jaam to aaya
main hoon bewafa sabko bataya usne,
yun hi sahi uske labon pe mera naam to aaya
Aur Vo muskurakar dil jalate hain
Kal tak jo kehte thi ki hum phool khilayenge
Aaj apne haaton se chaman jalate hain
Kaise keh doon dil mein ab koi nahin
Door tu hai par mohabbat tere liye kam nahin
Duniya kya samjhe bewafaa tu hai hum nahin
Tanha kaise raat bitayee jaati hai...
Ghaat-ghaat par phirne wale kya jaane,
Shabnam se bhi pyaas bujhayee jaati hai.....
Bhingi palkon ke sang muskurane ki
Kash anjaam hum pehle se jaan jaate
To koshish na karte dil lagane ki
Dil mein rahe pyar ki nishani bankar
Hum jinhe jagah dete hai aankhon ke andar
Woh aksar nikal jaate hai paani bankar
teri palkon se har hanju door rakhe
hamari yahi guzarish hai unse ke jitna bhi ho hamare darmiyaan
Never take some one for granted,Hold every person Close to your Heart because you might wake up one day and realise that you have lost a diamond while you were too busy collecting stones." Remember this always in life. |
Syed Hassan Ali
Senior Process Associate
Object Technology Solutions,Inc
Mobile No : 9885290563
hassanrazvi786@...
Hyderabad India
Change settings via the Web (Yahoo! ID required)
Change settings via email: Switch delivery to Daily Digest | Switch format to Traditional
Visit Your Group | Yahoo! Groups Terms of Use | Unsubscribe
__,_._,___
0 comments:
Post a Comment